Monday, November 1, 2010

Sapnon ka mahal...

Mitti ka ya ret ka...
Par sapna to hai ...
Samandar ke kinare ...
Koi apna to hai ...

Abhi rooh mein quaid hai ..
Umeendon ke saath...
Zarre zarre mein sama jayega ..
Lehron ke saath...

Aaj tumhare mann mein hai..
Jeevan ke har kshan mein hai...
Kal har jagah hoga ..
Prakriti ke har kan nein hoga...

2 comments:

  1. Well life in itself is a big inspiration ..isn't it ...thank you !!

    ReplyDelete